Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tu rutha to main ro doongi sanam tu rutha to main ro doongi sanam aa jaa meri baahon mein aa aa aa jaa meri baahon mein aa aa aa aa aa tu rutha to main ro doongi sanam aa jaa meri baahon mein aa aa aa jaa meri baahon mein aa aa aa aa aa la lala la la lala lala lala la lala lala lala la lala lala lala la le legi jaan meri teri naarazgi jiss mein tu khush rahe meri uss mein khushi le legi jaan meri teri naarazgi jiss mein tu khush rahe meri uss mein khushi tu rutha to main ro doongi haan sanam aa jaa meri baahon mein aa aa jaa meri baahon mein aa aa aa aa aaaaaaa ho teri ye saadagi ye bholapan tera mera naseeb hai khilta joban tera meri bahaar tu mera qaraar tu masti se bhar diya tune jeevan mera tu meri hai main tera hoon sanam tu meri hai main tera hoon sanam ho pagli hai kya hans de zara pagli hai kya hans de zara aa aa aa aa chupke se bol de dil mein jo baat hai ab koi darr nahin apni har raat hai apna ye pyaar bhi lala la pooja se kam nahin lala la mujhko ye
tu shaayar hai main teri shaayari tu shaayar hai main teri shaayari tu aashiq hai main teri aashiqui tujhe milne ko dil karta hai tujhe milne ko dil karta hai o mere saajna tu shaayar hai main teri shaayari tu aashiq hai main teri aashiqui teri har nazm tera har geet hai yaad mujhe teri har nazm tera har geet hai yaad mujhe jab tak saans chalegi na bhooloongi main to tujhe tere bina jeena nahin khaake kasam kehti hoon tere bina jeena nahin khaake kasam kehti hoon maine bina dekhe bina jaane tujhe dil de diya tu dhadkan hai main teri zindagi tu shaayar hai main teri shaayari tujhe milne ko dil karta hai tujhe milne ko dil karta hai o mere saajna tu shaayar hai main teri shaayari tu aashiq hai main teri aashiqui apni betaabi ka main kaise tujh se izhaar karoon apni betaabi ka main kaise tujh se izhaar karoon kaise batlaaoon tujhe jaane jaana kitna main pyaar karoon lab pe koi naam nahin tere siva mere saajan lab pe koi naam nahin tere siva mere saajan mere is dil pe
tu shaitanon ka sardaar hai sach hai har dum ladne ko tyaar hai sach hai o tere haathon mera jeena dushwar hai daddy phir bhi tumko mujhse pyaar hai ho daddy phir bhi tumko mujhse pyaar hai tu shaitanon ka sardaar hai sach hai har dum ladne ko tyaar hai sach hai ho tere haathon mera jeena dushwar hai daddy phir bhi tumko mujhse pyaar hai ho daddy phir bhi tumko mujhse pyaar hai socha tha tu mere kitne kaam karega padh likh kar duniya mein roshan naam karega socha tha tu mere kitne kaam karega padh likh kar duniya mein roshan naam karega tu to mera naam bhi badnam karega tujhko samjhaane ki har koshish bekaar hai daddy phir bhi tumko mujhse pyaar hai ho daddy phir bhi tumko mujhse pyaar hai kya jungle ka raaja kabhi mor banega sher ka beta kya itna kamzor banega arre kya jungle ka raaja kabhi mor banega sher ka beta kya itna kamzor banega main sipahi bana tu shayad chor banega kya kahun tu phool hai yaa kaanton ka haar hai daddy phir bhi tumko mujhse pyaar hai ho
huye tum meherbaan phir dil ke saare taar tharraaye mere roothhe huye sab geet sab nagmein palat aaye tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana gulshan gulshan mehfil mehfil mera tera afsaana tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali meri pehli pyaas hai tu aas hai tu vishwaas hai tu tab se dil ne dhadaknaa seekha jab se dil ke paas hai tu man bhi tera man bhi tera tan bhi tera le le le le nazraanaa tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali dil ko dil pehchaan gayaa pyaar ki baaten maan gayaa neechi aankhen kya kehti hain main bejaane jaan gayaa dhalke dhalke dhalke dhalke masti dhalke chhalke chhalke paimaanaa tu shokh kali main mast pawan tu shamm e wafaa main parwaana tu shokh kali hardam aankhen chaar karein hardam sau ikraar karein nafrat duniyaa se mit jaaye hum tum aisaa pyaar karein mehke machlen hardam zulfein hardam behke deewaanaa
aisa laga mujhe pehli dafa tanha main ho gayi yaara hoooo aisa laga mujhe pehli dafa tanha main ho gayi yaara hoon pareshan si main ab ye kehne ke liye tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye hoo tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye aisa laga mujhe pehli dafa tanha main ho gaya yaara hoon pareshan sa main ab ye kehne ke liye tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye hoo oo tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye dhadke aankhon mein dil mera jab kareeb aaun tere hmmm hmm dekhun main jab bhi aaina haan tu hi rubru rahe mere ishq ki mauj mein aa aa jaa behne ke liye tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye aa aa ha aa ha tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye maangu na koi aasmaa tu sitaaron ka jahaan ban ja tu mera humsafar na mujhe chahiye koi makaan dil hi kaafi hai tera mere rehne ke liye tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne ke liye aa ha aa ha aa tu zaroori sa hai mujhko zinda rehne hooo ke liyetu zaroori tu zaroori sa hai mujhko
tujh bin sooni prem dagariya aajaa re aajaa re o sanam aajaa re aajaa re o sanam tujh bin sooni prem dagariya aajaa re aajaa re o sanam aajaa re aajaa re o sanam roothne waale kaise manaaun ansuwan ke main phool chadaaun roothne waale kaise manaaun ansuwan ke main phool chadaaun raah mein teri nain bichhaun ho ji ho ho ji ho ho ji ho ho ji ho tujh bin sooni prem dagariya aajaa re aajaa re o sanam aajaa re aajaa re o sanam aag bani hai rain suhaani yaad mein jalti jaaye jawaani aag bani hai rain suhaani yaad mein jalti jaaye jawaani kaun sune ab dil ki kahaani ho ji ho ho ji ho ho ji ho ho ji ho tujh bin sooni prem dagariya aajaa re aajaa re o sanam aajaa re aajaa re o sanam aajaa re aajaa re o sanam
tujh ko dekh kar noor ullaah hosh kho gaye nasrullaah dil mera chala dil mera chala dil mera chala allaaah aaaa aaaa aaa dil mera chala dil mera chala dil mera chala allaaah aaaa aaaa aaa tujh ko dekh kar noor ullaah hosh kho gaye nasrullaah dil mera chala dil mera chala dil mera chala allaaah khil gaya re mera ye shabaab uth gaya re mera ye naqaab uth gaya re mera ye naqaab haay re ishara tera laajawaab pyaar hua re mujhe behisaab pyaar hua re mujhe behisaab ohh ohh oo oo ohh ohh oo mere paas aa noor ullaah yun re muskura nasrullaah dil mera chala dil mera chala dil mera chala allaaah usko bolun aur kya karun banke shola sulga karun banke shola sulga karun dil jale to shiski bharun dard e dil ko kaise sahun dard e dil ko kaise sahun aaaa aaaa aaaa aaaaa aaa aa aa toone kya kiya noorullaah chain le liya nasrullaah dil mera chala dil mera chala dil mera chala allaaah har nazar teri ek nasha har paree bhi tujh par fida har paree bhi tujh par fida dil tabhi to toone
tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakhee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe seikh brahman mulla pande sab hain ek maati ke bhaande seikh brahman mulla pande sab hain ek maati ke bhaande ved wohi kuraan wohi haiiii ved wohi kuraan wohi hai raam wohi rehmaan wohi hai kisi ka daaman thaam tujh ko allah rakhe kisi ka daaman thaam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakheee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe gore uske kaale uske are purab pachhim waale uske gore uske kaale uske purab pachhim waale uske sab mein usi ka noor samayaaaaa sab mein usi ka noor samayaa kaun hai apna kaun parayaa sab ko kar pranaam tujh ko allah rakhe sab ko kar pranaam tujh ko allah rakhe de data ke naam tujh ko allah rakheee eeee eeee eeee eeeee tujh ko rakhe raam tujh ko allah rakhe aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa
tujh mein hoon main mujh mein hai tu phoolon mein basi hai jaise khushboo tujh mein hoon main mujh mein hai tu phoolon mein basi hai jaise khushboo aa aaaa aa aa aaaa pyaar mein riwaaz toote na kabhi haathon mein hai tere piya meri aabroo pyaar mein riwaaz toote na kabhi haathon mein hai tere piya meri aabroo ae mere sanam zindagi meri aisi hai mohabbat ki bahaaron ke bina ae mere sanam zindagi meri aisi hai mohabbat ki bahaaron ke bina aaaa aaaa aaaa aaaa raat ke samay door badi door jaise koi aasmaan sitaaron ke binaa raat ke samay door badi door jaise koi aasmaan sitaaron ke bina haaa ye tujh mein hoon main mujh mein hai tu phoolon mein basi hai jaise khushboo ye haseen fizaa aur ye hawaa donon mein chhupi hai mere dil ki sadaa ye haseen fizaa aur ye hawaa donon mein chhupi hai mere dil ki sadaa aaa aa aaaa kaash ke tujhe ho jaaye kabhi jhoomte nazaaron se bahaaron ka pataa kaash ke tujhe ho jaaye kabhi jhoomte nazaaron se bahaaron ka pataa pyaar mein riwaaz
tujh mein kya hai deewane jaaneman tu kya jaane aaja milke sun jaa mere dil se tujh mein kya hai deewane jaaneman tu kya jaane aaja milke sun jaa mere dil se hey sab sun liya dil ne kaha pyaar hua ikraar hua la la la la lala lala lala la tujh mein kya hai deewane jaaneman tu kya jaane aaja milke sun jaa mere dil se hey sab sun liya dil ne kaha pyaar hua ikraar hua la la la la lala lala lala la la la la la lala lala lala la la la la la lala lala lala la la la la la lala lala lala ye to hai meri jaan kadardani aapki tumne mujhko chaaha meharbani aapki mili hai nayi zindgani hoo hooo ye to hai meri jaan kadardani aapki tumne mujhko chaaha meharbani aapki mili hai nayi zindgani jhoome fiza gaaye hawa pyaar hua ikraar hua la la la la la la lala arre ho gaye hum to deewane jaaneman tu kya jaane aaja milke sun jaa mere dil se ye mausam deewana ye sama jadu bhara aao meri baahon me sama jaao zara tere siva kaun mera hooo ye mausam deewana ye sama jadu bhara aao meri baahon
tujh sa haseen dekha na kahin tu hogi mehrbaan kabhi na kabhi tujh sa haseen dekha na kahin tu hogi mehrbaan kabhi na kabhi pehle milan mein hoti hai kashmakash pyaar se pehle hoti hai kashmakash tere jo dil mein hai meri nazar mein hai chahat mein hoti hai hooo pehle milan mein hoti hai kashmakash pyaar se pehle hoti hai kashmakash tere jo dil mein hai meri nazar mein hai chahat mein hoti hai tujh sa haseen dekha na kahin tu hogi mehrbaan kabhi na kabhi kudrat kaa tu ek karishma hai gulbadan pichhle janam ka koi rishta hai gulbadan mehka hua shabaab jaise koi gulaab tera nahin jabaab o kudrat tu ek karishma hai gulbadan pichhle janam ka koi rishta hai gulbadan mehka hua shabaab jaise koi gulaab tera nahin jabaab tujh sa haseen dekha na kahin tu hogi mehrbaan kabhi na kabhi tujh sa haseen dekha na kahin tu hogi mehrbaan kabhi na kabhi
tujh sang preet lagayee sajnaa tujh sang preet lagayee sajnaa sajnaa sajnaa hooooo raama raama o ho ho hoooo ho ho hoooo hooo hoooo tujh sang preet lagayee sajnaa sajnaa sajnaa ho raama tujh sang preet lagayee sajnaa sajnaa sajnaa ho raama haaye bedardi haaye bedardi tujh sang preet lagayee sajnaa sajnaa sajnaa ho raama aaja tere haathon mein mehandi laga doon gori gori baahon pe kangna chadha doon kali ghataon ka kajra lagaa doon kali ghataon ka kajra lagaa doon ik tu hi man ko hai bhayee sajnaa sajnaa sajnaa ho raama tujh sang preet lagayee sajnaa sajnaa sajnaa ho raama toone mujhe chori se apna banaya pyar ki raahon pe chalna sikhaya dukh aur sukh mein jeena bataya dukh aur sukh mein jeena bataya main hoon tujh pe vaari sajnaa sajnaa sajnaa ho raama haaye bedardi haaye bedardi tujh sang preet lagayee sajnaa sajnaa sajnaa ho raama
aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main tere masoom sawalon se pareshaan hoon main ho pareshaan hoon main tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main jeene ke liye socha hi nahin dard sambhalne honge jeene ke liye socha hi nahin dard sambhalne honge muskuraye to muskurane ke karz utaarne honge muskuraaun kabhi to lagta hai jaise hoton pe karz rakha hai tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main aaj agar bhar aayeen hain boonden baras jaanyegi aaj agar bhar aayeen hain boonden baras jaanyegi kal kya pata in ke liye aankhen taras jaayengi jaane kab gum hua kahan khoya ek aansoo chhupa ke rakha tha tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main tere masoom sawalon se pareshaan hoon main hoooo pareshaan hoon main pareshaan hoon main
tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main tere masoom sawalon se pareshaan hoon main hoooo pareshaan hoon main tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hooo hairaan hoon main tere masoom sawalon se pareshaan hoon main hoooo pareshaan hoon main jeene ke liye socha hi nahin dard sambhalne honge jeene ke liye socha hi nahin dard sambhalne honge muskuraye to muskuraane ke karz utaarne honge hooooo muskuraaun kabhi to lagta hai jaise hoton pe karz rakha hai hooo tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main zindagi tere ghum ne humein rishte naye samjhaye zindagi tere ghum ne humein rishte naye samjhaye mile jo humein dhoop mein mile chaanv ke thande saaye ho tujh se naraaz nahin zindagi hairaan hoon main hoooo hairaan hoon main aaj agar bhar aayeen hain boonden baras jaayegi aaj agar bhar aayeen hain boonden baras jaayegi kal kya pata in ke liye aankhen taras jaayegi hooooo jaane kab gum hua kahan khoya ek
tujhse wo neha lagaye jo jaan ke jaan ganwaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu tujhse wo neha lagaye jo jaan ke jaan ganwaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu saanjh sawere meri jaan jalaaye saanjh sawere meri jaan jalaaye jo na bujhe tu aisi aag lagaaye jo na bujhe tu aisi aag lagaaye aise balam se bachaaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu kaahe ko tu aisi karta hai batiyaan kaahe ko tu aisi karta hai batiyaan laaj ke maare meri jhuk jaayen akhiyaan laaj ke maare meri jhuk jaayen akhiyaan ankhiyon se ankhiyaan milaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu kaisa gazab kiya tune o saiyaan kaisa gazab kiya tune o saiyaan beech bajariya ke thaam li baiyaan beech bajariya ke thaam li baiyaan nikli mere mukh se haaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu tujhse wo neha lagaye jo jaan ke jaan ganwaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma
tujhe apne paas bulaati hai teri duniyaaaa kab se baahen phailaati hai teri duniyaaaa tujhe apne paas bulaati hai teri duniyaaaa sapne bhi yahaan benoor hain jo hain tere wo tujh se door hain iss duniyaa mein tera kaun hai iss duniyaa mein tera kaun hai ye soch ke ghabraa jaati hai teri duniyaaaa tujhe apne paas bulaati hai teri duniyaaaa nazron se gira denge sabhi do din mein bhula denge sabhi barsenge naa baadal bhool ke barsenge naa baadal bhool ke ro ro ke yahi samjhati hai teri duniyaaaa tujhe apne paas bulaati hai teri duniyaaaa wahaan chhote bade sab ek se nahin koi jo tere dukh pe hanse wahaan rishte naa honge jhooth ke wahaan rishte naa honge jhooth ke sab ko seene se lagaati hai teri duniyaaaa tujhe apne paas bulaati hai teri duniyaaaa kab se baahen phailaati hai teri duniyaaaa tujhe apne paas bulaati hai teri duniyaaaa
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa haaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa haaaaa aaaaa haaaaaa hmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmm hmmmmm tujhe bulaaye ye meri baahen naa aisi gangaa kahin milegi main tera jeevan main teri kismat ke tujhko mukti yahin milegi mere hi paas tujhe aana hai tere hi saath mujhe jaana hai mere hi paas tujhe aana hai tere hi saath mujhe jaana hai ganga ye teri hai phir kaisi deri hai aa jaa reeee aa jaa reeee ab aa bhi jaaa tu aa bhi jaaa hoooo ooooo oooooo oooo aa bhi jaa pahadiyon ki bulendiyon se kabhi chanaaron ke darmiyaan se kabhi nazar se kabhi zubaan se tujhe pukaaraaaaa kahaan kahaan se tu jiss ki khoj mein aaya hai wo jiss ne tujhko bulaaya hai tu jiss ki khoj mein aaya hai wo jiss ne tujhko bulaaya hai parvat ke neeche hai jharne ke peechhe hai aa jaa reeee aa jaa reeee ab aa bhi jaaa tu aa bhi jaaa hoooo ooooo oooooo oooo aa bhi jaa kohre ki chaadar lapete hoon paani mein khud ko samete hoon kohre ki chaadar
honthon se chun le kabhi baaten labon pe likhi honthon se chun le kabhi baaten labon pe likhi mujhko baahon mein bhar ke mere dil mein utar ke mujhko baahon mein bhar ke mere dil mein utar ke pyaar mera tu pehchaan haaye jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jaaye jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jaaye tujhe dekh dekh sona tujhe dekh kar hai jagna maine ye zindagaani sang tere bitaani tujh mein basi hai meri jaan haaye jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jaaye jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jaaye dhadak jaaye jiya dhadak jaaye jaaye jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak dhadak dhadak dhadak jaaye jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jaaye jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jaaye jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jaaye jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak jaaye
tujhe dekh kar jag waale par tujhe dekh kar jag waale par yakeen nahin kyun kar hoga tujhe dekh kar jag waale par yakeen nahin kyun kar hoga jiss ki rachana itni sundar wo kitna sundar hoga wo kitna sundar hoga ooooo ooooo ooo oooo oooo oooo ooo ooo oooo aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa tujhe dekhne ko main kya har darpan tarsaa kartaa hai jyun tulsi ke pirwaa ko har aangan tarsaa karta hai har aangan tarsaa karta hai ang ang tera ras ki ganga o ho o ho ho hoooooo ang ang tera ras ki ganga roop kaa wo saagar hoga jiss ki rachana itni sundar wo kitna sundar hoga wo kitna sundar hoga ooooooo oooooooo oooooooo ooooooooooo raag rang ras ka sangam aadhaar tu prem kahaani kaa mere pyaase mann mein yun utari jyun rait mein jharna paani kaa jyun rait mein jharna paani kaa apna roop dikhaane ko apna roop dikhaane ko tere roop mein khud ishwar hoga jiss ki rachana itni sundar wo kitna sundar hoga wo kitna sundar hoga wo kitna sundar hoga ooooo ooooo ooo oooo
tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam tujhe dekha to ye jaana sanam tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam ab yahaan se kahaan jaayein hum teri baahon mein marr jaayein hum tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam ab yahaan se kahaan jaayein hum teri baahon mein marr jaayein hum tujhe dekha to ye jaana sanam lala la lala lala la la la lala la la la la la la aankhein meri sapne tere dil mera yaadein teri mera hai kya lala la sab kuchh tera lala la jaan teri saansein teri meri aankhon mein aansoon tere aa gaye muskuraane lage saare ghum tujhe dekha to ye jaana sanam pyaar hota hai deewaana sanam ab yahaan se kahaan jaayein hum teri baahon mein marr jaayein hum tujhe dekha to ye jaana sanam ye dil kahin lagta nahin kya kahoon main kya karoon haan tu saamne lala la baithi rahe lala la main tujhe dekha karoon toone aawaz di dekh main aa gayi pyaar se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Rutha To Main Jawaani (1984) 07:23 18110
 
Poster of Jawaani (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Neelam, Karan Shah
Duration : 07:23   Song Number : 18110   

Tu Shaayar Hai, Main Teri Shaayari Saajan (1991) 06:27 18622
 
Poster of Saajan (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit
Duration : 06:27   Song Number : 18622   

Tu Shaitanon Ka Sardaar Hai Barood (1976) 05:17 18163
 
Poster of Barood (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Shreeram Lagoo
Duration : 05:17   Song Number : 18163   

Tu Shokh Kali Main Mast Pawan Main Suhagan Hoon (1964) 03:13 38238
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Lachchhi Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Ajit
Duration : 03:13   Song Number : 38238   

Tu Zaroori Zid (2014) 04:53 36533
 
Poster of Zid (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Shakeel Azmi
Music Director- 
Toshi - Sharib
On Screen Actors- 
Mannara, Karanveer Sharma
Duration : 04:53   Song Number : 36533   

Tujh Bin Sooni Prem Dagariya Bhai Saheb (1954) 03:35 31146
 
Poster of Bhai Saheb (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Neenu Majumdaar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Purnima, Chandru
Duration : 03:35   Song Number : 31146   

Tujh Ko Dekh Kar Pyar Mohabbat (1966) 04:42 40038
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 04:42   Song Number : 40038   

Tujh Ko Rakhe Raam Ankhen (1968) 06:09 21351
 
Poster of Ankhen (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Amar Nath, Mehmood, Mala Sinha
Duration : 06:09   Song Number : 21351   

Tujh Mein Hoon Main Mujh Mein Hai Tu Rivaaj (1972) 05:20 16475
 
Poster of Rivaaj (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Mala Sinha
Duration : 05:20   Song Number : 16475   

Tujh Mein Kya Hai Bade Dil Wala (1984) 05:19 21345
 
Poster of Bade Dil Wala (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:19   Song Number : 21345   

Tujh Sa Haseen Dekha Harjaee (1981) 05:18 31134
 
Poster of Harjaee (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Vithal Bhai Patel
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:18   Song Number : 31134   

Tujh Sang Preet Lagayee Kaamchor (1982) 05:31 21346
 
Poster of Kaamchor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Jaya Prada
Duration : 05:31   Song Number : 21346   

Tujh se Naraaz Nahin Zindagi (Female) Masoom (1983) 03:40 21352
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Anoop Ghosal
On Screen Actors- 
Nasiruddeen Shah
Duration : 03:40   Song Number : 21352   

Tujh Se Naraz (Male) Masoom (1983) 05:43 32627
 
Poster of Masoom (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Anoop Ghosal
On Screen Actors- 
Nasiruddeen Shah
Duration : 05:43   Song Number : 32627   

Tujh Se Woh Neha Lagaaye Shreeman Funtoosh (1965) 04:59 39759
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum, Kishore Kumar
Duration : 04:59   Song Number : 39759   

Tujhe Apne Paas Bulaati Patita (1953) 03:16 13942
 
Poster of Patita (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Agha
Duration : 03:16   Song Number : 13942   

Tujhe Bulaaye Ye Meri Ram Teri Ganga Maili (1985) 05:10 21347
 
Poster of Ram Teri Ganga Maili (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mandakini, Rajeev Kapoor
Duration : 05:10   Song Number : 21347   

Tujhe Dekh Dekh Kalyug (2005) 02:48 14094
 
Poster of Kalyug (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Asim Raza
Music Director- 
Rohail Hyatt, Faisal Rafi
On Screen Actors- 
Kunal Khemu, Smilie Suri
Duration : 02:48   Song Number : 14094   

Tujhe Dekh Kar Jag Waale Sawan Ko Aane Do (1979) 03:44 14179
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Raj Kamal
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Arun Govil
Duration : 03:44   Song Number : 14179   

Tujhe Dekha To Ye Jaana Sanam Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 05:04 13130
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Kajol, Shahrukh Khan
Duration : 05:04   Song Number : 13130